Tanha thi aur hamesha se tanha hai zindagi Hai naam zindagi ka magar kya hai zindagi Tanha thi aur hamesha se tanha hai zindagi Yahan phool aarzuon ke khiltey nahin kabhi Bichreen jo aik baar woh miltey nahin kabhi Sunsaan rastoon ka tamasha hai zindagi Tanha thi aur hamesha se tanha hai zindagi Har shama [...]